उत्पाद विवरण (विवरण):
आपके घर की सफ़ाई को और भी आसान बनाने के लिए पेश है ये प्रीमियम क्वालिटी का रोलर स्पंज मॉप। ये फर्श से पानी, धूल और गंदगी को आसान से साफ करता है। इसका आधुनिक डिजाइन बिना हाथ गंदे किए पानी निचोड़ने की सुविधा देता है।
Key Features & Specifications (मुख्य विशेषताएं):
Dimensions (नाप):
Handle Length: 48 इंच (लंबा हैंडल, jisse jhukne ki zaroorat nahi padti).
Sponge Width: 11 इंच (wide sponge jo ek baar mein zyada area cover karta hai).
Material & Build: Durable aur rust-resistant stainless steel handle ke sath high-absorbency PVA sponge roller.
Self-Squeeze Mechanism: Isme ek pull-ring mechanism diya gaya hai, jisse aap handle ko khinch kar sponge ka sara ganda pani aasani se nichod sakte hain.
Multi-Surface Use: Marble, tile, wood, glass aur cement floors ke liye bilkul safe aur upyogi.





Value for money delivery fast thi quality A1 hai
Lightweight or comfortable good product 👍
Ghar aur bathroom donon ke liye best
Handle ki height ekadam sahi hai jhuk kar pochha lagane ki jarurat nhi padi
Super cleaning farsh ekadam chamak jaa raha hai aur jhatpat Sukh Gaya